Monday 13 January 2014


masoom mohbbat ka bas itna fasana hai.....
kagaj ki habeli hai....
or barish ka jmana hai....!
kya sharte mohbbat hai..
kya sharte jmana hai....!
aawaj bhi jhakmi hai..
or geet bhi gana hai...!
uspar puchne ki ummid bhut kam hai...
kasti bhi purani hai.or barish ko bhi aana hai ...,,, 
bholi si surat fir koi isqk ki jidd par.........
aag ka dariya hai or tufha ko bhi aana hai...! 
 or dub ke jana hai.......!

No comments: